Thursday, 21 February 2013

Aey Meri Masoom Shehzadi Janabe Sayyadah....



Feb 21, '13 9:58 AM
for everyone
Aey Meri Masoom Shehzadi Janabe Sayyadah
Aaey Hain Hum Dar Pe Tere, Maang Ne Ko Sayyadah
Aey Meri Masoom Zahra
1. Kitney Arman Ley Ke Aaey Hain Hum Tere Pas
2. Hath Utha Kar Mang Ne Ko Aaey Hain, Hum Tere Pas
3. Ab Na Khali Pherna, Aey Janabe Sayyadah
4. Aaey Hain Hum Dar Pe Tere, Maang Ne Ko Sayyadah
Aey Meri Masoom
5. Murda Dulhan Ko Jila Ne Wali, Meri Sayyadah
6. Lakhon Ki Bigri Banane Wali, Meri Sayyadah
7. Meri Bigri Tum Banado, Aey Janabe Sayyadah
8. Aaey Hain Hum Dar Pe Tere, Maang Ne Ko Sayyadah
Aey Meri Masoom
9. Mayn Pareyshan Hun Bohat, Mushkil Meri Aasan Karo
10. Kya Khata Meri Hui ‘Lillah’ Mujheh Aagah Karo
11. Ab Khudhara Raham Kar Do, Aey Janabe Sayyadah
12. Aaey Hain Hum Dar Pe Tere, Maang Ne Ko Sayyadah
Aey Meri Masoom
13. Waqt Hai Imdad Ka, Imdad Meri Kiji Ye
14. Phas Gayin Hai Naao Bhanwar Mein, Paar Ab To Kiji Ye
15. Ab Kinare Tum Lagado, Aey Janabe Sayyadah
16. Aaey Hain Hum Dar Pe Tere, Maang Ne Ko Sayyadah
Aey Meri Masoom
17. Tum Batao Jaen Kahan Hum, Koi Bhi Apna To Ho
18. Aasra Ek Panjetan Ka, Dusra Koi Na Ho
19. Sar Jhuka Ne Ki Jagah Do, Aey Janabe Sayyadah
20. Aaey Hain Hum Dar Pe Tere, Maang Ne Ko Sayyadah
Aey Meri Masoom
Manqabat Dedicated To Hazrat Bibi Fatimah (Ra)
Requests Were Made That There Should At Least Be Two Manqabats For The Ladies’ Recitals. Should Allah Ta’Ala Give You The Opportunity To Go For Hajj Or Umrah, Be Sure To Recite This At The Gates Of Jannatul Baqi, In Madinah Munawwarah, From Which The Holy Grave Of H. Bibi Fatimah (Ra) Is Clearly Visible.

1 Comments:

At 6 October 2016 at 04:25 , Blogger Unknown said...

i have find it ac ward to read... kindlly check the lyrics again

 

Post a Comment

Subscribe to Post Comments [Atom]

<< Home